Navina Adyaya
Kabhi bhi puri na honewali
Main aisi ek ummid hun, Monalisa
Jo aswadya ho..
Sukhada bhi ho
Sundar sapanon ki tarah..
Un me abakashon ki bharamar o
Harne ka jismen na ho bhay
Aur na ho tutne ki trasadi..
Baithen
To likhsaken ek nabin adhyaya..
Agar tum kaho ki tum mujhse naraj ho
To mujhe bahut khushi hogi..
kyon ki main samjhun
mujhe koi apna samajhata hai..
agar kaho ki tum mujh se naraj nahin ho..
to main samjhunga
sayad mujhse tumhen hamdatdi hai...
hamara lagan pe agar kahin kamjori mahsus ho
to priya jarur batlana..
kahin koi bahana nikalkar
najariya jarur churana...
Tumhara khat mila Monalisa
Behad khushi hui
Tumhari likhawat me hai jadu...
Tum to kanjush ho likhne me
Koi bandmuthii sudkhor ki tarah...
Inki raah niharna ek silsila hai..
Yamuna kinarewala
Natkhat wahi biraj ka gwala hai...
Pahali aashadh ke
Aadya bairibund ki tarah
Unmen hai josh..
Yumhari pratiksha agar
Gulav ki kanten hain
To ye hain unmen kana kana os..
By Sachidananda Mishra.
Kabhi bhi puri na honewali
Main aisi ek ummid hun, Monalisa
Jo aswadya ho..
Sukhada bhi ho
Sundar sapanon ki tarah..
Un me abakashon ki bharamar o
Harne ka jismen na ho bhay
Aur na ho tutne ki trasadi..
Baithen
To likhsaken ek nabin adhyaya..
Agar tum kaho ki tum mujhse naraj ho
To mujhe bahut khushi hogi..
kyon ki main samjhun
mujhe koi apna samajhata hai..
agar kaho ki tum mujh se naraj nahin ho..
to main samjhunga
sayad mujhse tumhen hamdatdi hai...
hamara lagan pe agar kahin kamjori mahsus ho
to priya jarur batlana..
kahin koi bahana nikalkar
najariya jarur churana...
Tumhara khat mila Monalisa
Behad khushi hui
Tumhari likhawat me hai jadu...
Tum to kanjush ho likhne me
Koi bandmuthii sudkhor ki tarah...
Inki raah niharna ek silsila hai..
Yamuna kinarewala
Natkhat wahi biraj ka gwala hai...
Pahali aashadh ke
Aadya bairibund ki tarah
Unmen hai josh..
Yumhari pratiksha agar
Gulav ki kanten hain
To ye hain unmen kana kana os..
By Sachidananda Mishra.
No comments:
Post a Comment